Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Kumar
Home Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Dekha Tujhe Jo Dekhe
dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa yahaan tera mera naam likha hai rastaa nahin ye aam likha hai ho ye hai darwaaja jahaan tu khadi hai andar aa jaao sardi badi hai yahaan se nazaara dekhon parbaton ka jhaakun main kahaan se kahaan hai jharokha ye yahaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa achha ye bataao kahaan pe hai paani baahar beh rahaa hai jharnaa deewani bijali nahin hai yahi ek ghum hai teri bindiyaa kya bijali se kam hai chhodo mat chhedo baazaar jaao jaata hoon jaaunga pehle yahaa aao shaam jawaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher
lal lal lala la lara lara lara la lal lal lala la lara lara lara la dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte jaise baadal chalein hawaon mein jaise panchhi ude fizaaon mein chalo aise chalen jaise chale pawan chalo aise chalen jaise chale kiran jaise chale kiran dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte deepak darte nahin kabhi raaton se premi darte nahin kabhi baaton se chalo aise khilen jaise khile chaman chalo aise milen jaise man se badan jaise mann se
Dekho Sapne
dekho shor na machaana oh dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye hai apni baat rahe apne saath kahin sun le na ye zamaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye duniyaaaaaa soyi soyi ye duniya soyi soyi sapnon mein khoyi khoyi koi nahin aayega koi na bachayega chalega na koi bahaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana mere dil mein hai halchal mere dil mein hai halchal hai zindagi pal do pal aaj hi jeena aaj hi marna kal ka na koi thikaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye hai apni baat rahe apne saath kahin sun le na ye zamaana kahin sun le na ye zamaana oh kahin sun le
meri jaan se pyaare tujhko tera desh pukaara aa jaa jaa bhaiyaa jaa beta jaa mere yaara jaa dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye maa naa kahe ke mere bete waqt pada to kaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon hum pehle bhaaratwaasi hum pehle bhaaratwaasi phir hindu muslim sikh esaai hum pehle bhaaratwaasi naam juda hain to kya bhaarat maa ke sab bete hain bhai abdul uske bachchon ko paale jo ghar waapas raam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli wo bola kam kar sakta hoon main bhi dushman ki ek goli zikr shaheedon ka ho to kyun unmein mera naam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon achchha chalte hainnnnnn achchha chalte hain kab aayenge ye kehna mushkil
dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho shaayad ye keh raha hai hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare dekho ulfat ka aaj humne iqraar kar liya hai lekin ye kaun jaane kismat mein kya likha hai manzil ko chal pade hain taqdeer ke sahaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aisa na ho ki humko raste mein chhod jaao jaa kar kahin kisi ki duniyaa nayi basaao majhdhaar mein rahe hum lag jaao tum kinaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho dil mein siwaa tumhaare koi nahin humaare ye apne dil se poochho kya dil mein hai tumhaare denge meri gawaahi kudrat ke yeh nazaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm
Laaya Hai Pyaar Kisi Ka Lag Ke Gale Se Phir Bhi, Machal Na Sakun Main Dekho Ye Mere Bandhe Haath Ye Mere Bandhe Haath
heyyyyyy dekho ye naari hai khota rupaiyaa dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa paida huyi hai jabse ye aafat roz ke jhagde roz museebat haan paida hui hai jabse ye aafat roz ke jhagde roz museebat neta ko apne aage jhoot main kachcha samjhe neta ko apne aage jhoot main kachcha samjhe hum jaise gyani ko ji do din ka bachcha samjhe ee dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa nar jo kamaaye naari udaaye mehnat pe apni jhaadu phiraye nar jo kamaaye naari udaaye mehnat pe apni jhaadu phiraye apni akal ka bhussa mardon ke sar mein bharde apni akal ka bhussa mardon ke sar mein bharde ulte chhure se ye to sabki hajamat kar de haan dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa naagin ke sang ho naari jo yaaro
hey dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai aahe dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai kissa itna hai wo ik fitna hai laakhon mein ek hai soorat kyaa kehne muskaane pehne seerat se nek hai kissa itna hai wo ik fitna hai laakhon mein ek hai soorat kyaa kehne muskaane pehne seerat se nek hai khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai aahe dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin hey poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai yun to lakhon se hooti hain baatein par baat wo
haaaaa aaaaaa naaaaa naa naa naaaaa des chhudaye bhes chhudaye kya kya kare naa preet raamaa kya kya kare naa preet rang badal de dhang badal de preet ki aisi reet raamaa preet ki aisi reet kaaga sab tan khaiyo chun chun khayio maans haaaaaaa ye do naina mat khaiyo o mohe o mohe o mohe pat pat ni ni patni patni milan ki aas kaaga sab tan khaiyo chun chun khayio maans kaaga sab tan khaiyo chun chun khayio maans ye do naina mat khaiyo mohe patni milan ki aas raama patni milan ki aas raama patni milan ki aas main to sadke jaavan main to sadke jaavan baajre ki khet mein suratiya dikha jaa gori baajre ki khet mein suratiya dikha jaa gori sau mushkil se dil ko dil se mila hai mann kaa meet raamaa mila hai man kaa meet des chhudaye bhes chhudaye kya kya kare naa preet raamaa kya kya kare naa preet aa ha aa ha aaaa what tumhaari nazar kaa ye pehla ishaara tadadda tadadda tadadda da da da chura ke mera dil huwa nau do gyarah tatad ayi tatad ayi tatad ayi tatad kiya mom tune
hey hey devi o baby maine kaha tu banja meri haha biwi devi o baby tu banja meri biwi devi o baby tu banja meri biwi palkon pe bithake rakh lunga tujhe dil mein chhupake rakh lunga are tere liye lad jaunga main saari dunia se se se se devi o baby tu banja meri biwi haan hey hey hey hey hui hui chiku chiku hui hui chiku chiku o nazmeena tere man ki beena main chhedunga aise jatan se taja naye pyaar ki ek jhankar niklegi tere badan se hay sweety pai hay sweety pai o nazmeena tere man ki beena main chhedunga aise jatan se taja naye pyaar ki ek jhankar niklegi tere badan se izhaar ka tu ek pyar ka tu mauka tu mujhko de de de de devi o baby tu banja meri biwi palkon pe bithake rakh lunga tujhe dil mein chhupake rakh lunga are tere liye lad jaunga main saari dunia se se se se devi o baby tu banja meri biwi haan hey hey hey hui hui mitthu mitthu hui hui mitthu mitthu phoolon ki sejon pe bahon ki warmala pehna ke mujhko sulana sar mera sahlake chumban tu barsa ke khwabon
dhakkam dhakka hua pyaar bada pakka huaa dhakkam dhakka hua pyaar bada pakka huaa dil se lad gaye dil anjaam achchha hua haaye aayi aaiyo ammammo aayi aaiyo ammammo dhakkam dhakka hua pyaar bada pakka huaa dhakkam dhakka hua pyaar bada pakka huaa roop yauvan tera saha jaata nahin bina dekhe bhi to raha jaata nahin raat bhar main bhi to leti hoon karvaten teri yaadon ki hain dil pe bhi silvatein roop yauvan tera saha jaata nahin bina dekhe bhi to raha jaata nahin raat bhar main bhi to leti hoon karvaten teri yaadon ki hain dil pe bhi silvatein jab jab dekha tujhe dil hakka bakka huaaa dhakkam dhakka hua pyaar bada pakka huaa ye dil se lad gaye dil anjaam achchha hua hooooooo aayi aaiyo ammammo aayi aaiyo ammammo dhakkam dhakka hua pyaar bada pakka huaa paas aakar tere badi garmi lage jise keh na sakun wo tamanna jage ubalte doodh par paani mat daaliye man ko mat mariye pyaar kar leejiye paas aakar tere badi garmi lage jise keh na sakun wo tamanna jage ubalte doodh
dheere dheere aane waale dheere aa re baadal dheere dheere jaa mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere raat dhundhali ho gayi hai saari duniyaa so gayi hai raat dhundhali ho gayi hai sehlaa ke keh rahen hain phool kyaari mein so gayi so gayi so gayi so gayi laila kisi ki intezaari mein so gayi laila kisi ki intezaari mein meri laila ko o baadal tu nazar naa laga tu nazar naa laga o baadal tu nazar naa laga mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere tana na tana na tan na nana na tana na ta nadir na na na o gaane waalee shhhh dheere gaana geet tu apna kyun are toot jaayega kisi ki aankh ka sapna toot jaayega kisi ki aankh ka sapna chupke chupke keh raha hai chupke chupke keh raha hai mujh se mera dil aa gayi dekho musaafir pyaar ki mansil musaaffir pyaar ki manzil kaun gaata hai rubaai reeeee phir ye kiss ki yaad aayi re phir ye kiss ki yaad aayi re kiss ne pehna di haan bolo kiss ne
dheere dheere haule haule dheere dheere haule haule aahista aahista gir gayi deewaar gir gayi deewaar hum yaar mil gaye dil pyaar duniya deewaar dil aur deewaar dil pyaar duniya deewaar dheere dheere haule haule dheere dheere haule haule aahista aahista gir gayi deewaar hum yaar mil gaye dil pyaar duniya deewaar dil aur deewaar dil pyaar duniya deewaar dheere dheere haule haule aahista aahista chhodo hato mat chhedo nahin to hum bada sharmayenge hooo oo saawan tum sharmate raho hum pyase mar jayenge ee chhodo hato mat chhedo nahin to hum bada sharmayenge dil ki pukaar sun lo dildaar aa gayi bahaar dildaar mil gaye dil pyaar duniya deewaar dil aur deewaar dil pyaar duniya deewaar dheere dheere haule haule aahista aahista thehro suno hum mein tum mein abhi thoda faasla zaroori hai thehro suno hum mein tum mein abhi thoda faasla zaroori hai pehle to thi majboori magar ab kaisi majboori hai ab kya iqraar ab kya inkaar ho gaya jo pyaar dildaar mil gaye dil pyaar duniya
dheere dheere naach ri jogan paayal thak nahin jaaye dheere dheere naach ri jogan paayal thak nahin jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki palak jhapak nahin jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki palak jhapak nahin jaaye sab jaage hain sab soye hain sab jaage hain sab soye hain maya ke jaal mein khoye hain kaun hai saadhu kaun hai daaku kaun hai saadhu kaun hai daaku kisi pe shak nahin jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki palak jhapak nahin jaaye teri paayal ki jhankaar kahe teri paayal ki jhankaar kahe har ek bhagat taiyaar rahe aise samay mein dil koi aise samay mein dil koi naadaan dhadak nahin jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki palak jhapak nahin jaaye ab darshan hone waala hai kuchh arpan hone waala hai hoshiyaar ek ki baat kisi duje ke kaanon tak nahi jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki palak jhapak nahin jaaye dheere dheere naach ri jogan paayal thak nahin jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki palak jhapak nahin jaaye prabhu darshan ke samay kisi ki
hmm dheere se jaana dheere se jaana khatiyan mein ho khatmal dheere se jaana khatiyan mein dheere se jaana khatiyan mein ho khatmal dheere se jaana khatiyan mein dheere se jaana khatiyan mein ho khatmal dheere se jaana khatiyan mein sooyi hai raajkumaari dekh rahi meethe sapne jaa jaa chhup jaa jaa jaa chhup jaa takiyan mein ho khatmal dheere se jaana khatiyan mein viraan thi apni zindagi aur suna tha apna makaan mile muskil se ye mehmaan ho bhi jaate saayad meharbaan aag laga di hai sukhan mein ho khatmal dheere se jaana khatiyan mein dheere se jaana khatiyan mein ho khatmal dheere se jaana khatiyan mein komal hai inka badan kaante si teri chubhan komal hai inka badan kaante si teri chubhan baadha daale nindiyan mein o khatmal dheere se jaana khatiyan mein kyun chhup chhup ke pyaar kare tu bada chhupa hua rustam hai tu kyun chhup chhup ke pyaar kare tu bada chhupa hua rustam hai tu le le humko bhi sharan mein le le humko bhi sharan mein ho khatmal dheere se jaana
dhoonda tujhe laakhon mein haan tu aa basi aankhon mein ho tere liye teri kasam maine saara zamaana chhod diya dhoonda tujhe laakhon mein haan tu aa basi aankhon mein ho tere liye teri kasam maine saara zamaana chhod diya maine saara zamaana chhod diya maine saara zamaana chhod diya maine saara zamaana chhod diya gora badan ye gulaabi nayan ye khila champai rang tera ho gora badan ye gulaabi nayan ye khila champai rang tera ye kya nasha dil pe chhane laga haaye jab se mila sang tera dil pe nasha diya sa hai puchho na kya iraada hai ho tere liye teri kasam maine saara zamaana chhod diya dhoonda tujhe laakhon mein haan tu aa basi aankhon mein ho tere liye teri kasam maine saara zamaana sapne tere ho ke apne mere zindagi mein meri aise aaye ho sapne tere ho ke apne mere zindagi mein meri aise aaye mehki hawa le ke behki ghata koi jaise biraane pe chhaye pyaase hain hum zamaane se aa ja kisi bahaane se ho tere liye teri kasam maine saara zamaana chhod diya dhoonda
dhoop mein niklaa na karo roop ki raani goraa rang kaala naa pad jaaye dhoop mein niklaa na karo roop ki raani goraa rang kaala naa pad jaaye mast mast aankhon se chhalkaao na madiraa madhushaalaa mein taalaa na pad jaaye dhoop mein niklaa na karo roop ki raani goraa rang kaala naa pad jaaye aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa lala la lara ra lara ra tum jo thak gayee ho to baanhon mein uthaa lein tum jo thak gayee ho to baanhon mein uthaa lein huqm do humein to abhi paalki laa dein panth hai patharilaa paidal na chalo tum panth hai patharilaa paidal na chalo tum kahin paanw mein chhaalaa na pad jaaye dhoop mein niklaa na karo roop ki raani goraa rang kaala naa pad jaaye dhoop ho ya chhaanw sajan main to aaungi dhoop ho ya chhaanw sajan main to aaungi tumse milne aag pe bhi chal ke jaaungi ek pal bhi tanhaa tumhein chhodun to kaise ek pal bhi tanhaa tumhein chhodun to kaise kisi souten se paalaa na pad jaaye dhoop mein niklaa na karo roop ki raani goraa rang kaala naa
dil aaj shayar hai ghum aaj nagma hai shab ye ghazal hai sanam dil aaj shayar hai ghum aaj nagma hai shab ye ghazal hai sanam gairon ke sheron ko o sunane waale ho is taraf bhi karam aa ke zara dekh to teri khaatir hum kis tarah se jeeye aa ke zara dekh to teri khaatir hum kis tarah se jeeye aanson ke dhaage se seete rahen hum jo zakhm tune diye chaahat ki mehfil mein ghum tera le kar kismat se khela juwa duniyaa se jeete par tujh se haare yun khel apna hua hai pyaar humne kiya jis tarah se uska na koi jawaab hai pyaar humne kiya jis tarah se uska na koi jawaab zarra the lekin teri lau mein jal kar hum ban gaye aaftaav hum se hai zinda wafa aur humin se hai teri mehfil jawan hum jab na honge to ro ro ke duniyaa dhoondegi mere nishaa re pyaar koi khilona nahin hai har koi le jo khareed re pyaar koi khilona nahin hai har koi le jo khareed meri tarah zindagi bhar tadap lo phir aana uske kareeb hum to musafir hain koi safar ho hum to guzar jayenge hi lekin lagaya hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekhe Tujhe Jo Dekhe Dial 100 (1982) 06:23 38848
 
Poster of Dial 100 (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 06:23   Song Number : 38848   

Dekho Maine Dekha Love Story (1981) 04:18 20326
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:18   Song Number : 20326   

Dekho Pyaar Mein Aisa Nahin Karte Hotel (1981) 04:39 36190
 
Poster of Hotel (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bindiya Goswami
Duration : 04:39   Song Number : 36190   

Dekho Sapne Ganga Ki Saugand (1978) 05:36 12969
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi
Duration : 05:36   Song Number : 12969   

Dekho Shor Na Machana Nalayak (1979) 02:37 40313
 
Poster of Nalayak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 02:37   Song Number : 40313   

Dekho Veer Jawanon Aakraman (1975) 07:11 15177
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:11   Song Number : 15177   

Dekho Wo Chaand Shart (1954) 03:17 14235
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama, Deepak
Raag- 
Dani
Duration : 03:17   Song Number : 14235   

Dekho Ye Mere Bandhe Bandhe Hath (1973) 04:29 12820
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:29   Song Number : 12820   

Dekho Ye Naari Hai Khota Haiwan (1977) 07:01 36937
 
Poster of Haiwan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee, Nazneen
Duration : 07:01   Song Number : 36937   

Dekhta Hoon Koi Ladki Sanam Teri Kasam (1982) 06:25 18031
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Duration : 06:25   Song Number : 18031   

Des Chhudaye Bhes Chacha Zindabad (1959) 07:31 40755
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Kishore Kumar
Duration : 07:31   Song Number : 40755   

Devi O Baby Tu Banja Maqsad (1984) 05:02 36931
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shri Devi
Duration : 05:02   Song Number : 36931   

Dhakkam Dhakka Hua Kaamyab (1984) 04:47 38680
 
Poster of Kaamyab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Shabana Azmi
Duration : 04:47   Song Number : 38680   

Dheere Dheere Aa Re Baadal Kismat (1943) 04:00 11932
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Mumtaz Shanti
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:00   Song Number : 11932   

Dheere Dheere Haule Haule Dil Aur Deewar (1978) 04:15 37859
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:15   Song Number : 37859   

Dheere Dheere Naach Bhola Bhala (1978) 05:10 37464
 
Poster of Bhola Bhala (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:10   Song Number : 37464   

Dheere Se Jaana Chhupa Rustam (1973) 04:15 20337
 
Poster of Chhupa Rustam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:15   Song Number : 20337   

Dhoonda Tujhe Laakhon Mein Putlibai (1972) 04:27 37452
 
Poster of Putlibai (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Jai Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
jay maala, Sujit Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 37452   

Dhoop Mein Nikla Na Karo Geraftaar (1985) 04:15 18121
 
Poster of Geraftaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Madhvi
Duration : 04:15   Song Number : 18121   

Dil Aaj Shayar Hai Gambler (1971) 03:33 17966
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:33   Song Number : 17966   
Karaoke Songs of Kumar, Sad Songs of Kumar, Love Songs of Kumar, Dance Songs of Kumar, Hip-hop songs of Kumar, Best songs of Kumar, Super hit songs of Kumar, hit songs of Kumar, duet songs of Kumar, solo songs of Kumar, old songs of Kumar, famous songs of Kumar, Hindi Karaoke Songs of Kumar, Hindi Sad Songs of Kumar, Hindi Love Songs of Kumar, Hindi Dance Songs of Kumar, Hindi Hip-hop songs of Kumar, best Hindi songs of Kumar, super hit Hindi songs of Kumar, hit Hindi songs of Kumar, duet Hindi songs of Kumar, solo Hindi songs of Kumar, old Hindi songs of Kumar, famous Hindi songs of Kumar, Sing Along Songs of Kumar, Sing Along Sad Songs of Kumar, Sing Along Love Songs of Kumar, Sing Along Dance Songs of Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Kumar, Sing Along Best songs of Kumar, Sing Along Super hit songs of Kumar, Sing Along hit songs of Kumar, Sing Along duet songs of Kumar, Sing Along solo songs of Kumar, Sing Along old songs of Kumar, Sing Along famous songs of Kumar